Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari

Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari 

Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari


Mehfil Mein Gale Mil Ke Wo Dheere Se Kah Gaye,
Ye Duniya Ki Rasm Hai Mohabbat Na Samajh Lena.
महफ़िल में गले मिल के वो धीरे से कह गए,
ये दुनिया की रस्म है मोहब्बत न समझ लेना।

जरूरी नहीं की हर रिश्ता बेवफाई के साथ ही खत्म हो कुछ रिश्तें किसी की ख़शी के लिए भी तोड़ने पड़ते हैं! Jaruri Nahi Ki Har Rishta Bewafai Ke Sath He Khatm Ho, Kuch Rishte Kisi Ki Khushi Ke Liye Bhi Todne Padte Hain…!!


बेवफा प्यार शायरी


Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari


Mujhe Shiqwa Nahi Kuchh Bewafai Ka Teri Hargij,
Gila Toh Tab Ho Agar Tu Ne Kisi Se Nibhai Ho.
मुझे शिकवा नहीं कुछ बेवफ़ाई का तेरी हरगिज़,
गिला तो तब हो अगर तूने किसी से निभाई हो।

…ला तेरे पैरों पर मरहम लगा दूं कुछ चोट तो तुझे भी आई होगी मेरे दिल को ठोकर मारकर.. 🙁 …
Laa Tere Pairon Par Marham Laga Dun, Kuch Chhot To Tujhe Bhi Aai Hogi Mere Dil Ko Thokar Markar…

बेवफा शायरी फेसबुक


Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari

Iss Duniya Mein Wafa Karne Walon Ki Koi Kami Nahi,
Bas Pyar Hi Uss Se Ho Jata Hai Jo Bewafa Ho.
इस दुनिया में वफ़ा करने वालों की कमी नहीं,
बस प्यार ही उससे हो जाता है जो बेवफा हो।

Jaate-Jaate Uske Aakhiri Alfaz Yahi The,
Jee Sako Toh Jee Lena Mar Jaao Toh Behtar Hai.
जाते-जाते उसके आखिरी अल्फाज़ यही थे,
जी सको तो जी लेना मर जाओ तो बेहतर है।

Wakif Toh The Teri Bewafai Ki Aadat Se,
Chaha Isliye Ke Teri Fitrat Badal Jaye.
वाकिफ तो थे तेरी बेवफ़ाई की आदत से,
चाहा इसलिए कि तेरी फितरत बदल जाये।


बेवफा दोस्त की शायरी


Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari

Humse Na Kariye Baatein Yun Berukhi Se Sanam,
Hone Lage Ho Kuchh Kuchh Bewafa Se Tum.
हमसे न करिये बातें यूँ बेरुखी से सनम,
होने लगे तो कुछ कुछ बेवफा से तुम।

मेरी हंसी में भी कई गम छिपे है डरता हूँ बताने से… कही सबका प्यार से भरोषा न उठ जाये!!
Meri Hasi Mein Bhi Kai Gum Chipe Hai Darta Hun Batane Se… Kahi Sabka Pyar Se Bharosha Na Uth Jaye!!

Ungliyan Aaj Bhi Isee Soch Mein Gum Hain,
Ke Kaise Usne Naye Haath Ko Thama Hoga.
उँगलियाँ आज भी इसी सोच में गुम हैं,
कि कैसे उसने नए हाथ को थामा होगा।


तुम बेवफा हो शायरी


Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari


Kaise Bura Kah Doon Teri Bewafai Ko,
Yahi Toh Hai Jisne Mujhe MashHoor Kiya Hai.
कैसे बुरा कह दूँ तेरी बेवफाई को,
यही तो है जिसने मुझे मशहूर किया है



Band Kar Dena Khuli Aankhon Ko Meri Aa Ke Tum,
Aks Tera Dekh Kar Kah De Na Koi Bewafa.
बंद कर देना खुली आँखों को मेरी आ के तुम,
अक्स तेरा देख कर कह दे न कोई बेवफा।

Meri Wafa Fareb Hai Meri Wafa Pe Khaak Daal,
Tujhsa Hi Koi BaWafa Tujhko Mile Khuda Kare.
मेरी वफा फरेब थी मेरी वफा पे खाक डाल ।
तुझसा ही कोई बावफा तुझको मिले खुदा करे।

बेवफा प्यार शायरी 2020


Bewafa Shayari In Hindi, | New Bewafa Shayari | Best Bewafa Shayari


Ho Sake Toh Mud Kar Dekh Lena Jaate Jaate,
Tere Aane Ke Bharam Me Zindgi Gujaar Lenge.
हो सके तो मुड़ कर देख लेना जाते जाते,
तेरे आने के भरम में ज़िन्दगी गुज़ार लेंगे।

Hum Zamane Mein Yun Hi Bewafa MashHoor Ho Gaye Dost,
Hajaro Chahne Wale The Kis-Kis Se Wafa Karte.
हम जमाने में यूँ ही बेवफ़ा मशहूर हो गये दोस्त,
हजारों चाहने वाले थे किस-किस से वफ़ा करते।

Koi Yaad Nahin Rakhta Wafa Karne Walon Ko,
Meri Maano Bewafa Ho Lo Zamana Yaad Rakhega.
कोई नहीं याद रखता वफ़ा करने वालों को,
मेरी मानो बेवफा हो लो जमाना याद रखेगा।


Comments

Popular posts from this blog

Tranding Sayari for WhatsApp stauts

Barish sad shayari in hindi | बारिश सैड शायरी इन हिंदी

Top 10 dosti shayari in hindi | friendship status | friend forever